SEARCH RESULTS
Showing search results for "हाफ़िज़"
Nazm MATCHES FOR "हाफ़िज़"
Nazm
to behtar hai yahi
pesh-tar is ke ki ham phir se muKHaalif samt ko
be-KHudaa-haafiz kahe chal de.n jhukaa kar gardane.n
Ahmad Faraz
Nazm
taaruf
aib jo haafiz o KHayyaam mai.n thaa
haa.n kuchh is kaa bhii gunahgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai maah-e-she.r-parvar o mehr-e-suKHan-varii
ai aab-o-ra.ng-e-'haafiz' o ai husn-e-'anvarii'
Josh Malihabadi
Nazm
bhaarat ke musalman
'haafiz' ke tarannum ko basaa qalb-o-nazar me.n
'ruumii' ke tafakkur ko sajaa qalb-o-nazar me.n
Jagan Nath Azad
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
ye sher-e-haafiz-e-shiiraaz, ai sabaa! kahnaa
mile jo tujh se kahii.n vo habiib-e-ambar-dast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashriq haar gaya
mai.n 'be-dil' aur 'haafiz' ke bajaa.e
'shakespeare' aur 'rilke' kii baate.n kartaa huu.n
Saleem Ahmed
Nazm
tin sharabi
'haafiz' aur 'Gaalib' kii Gazle.n
'pushkin' aur 'tagore' kii nazme.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
nazm kya hai
kartaa huu.n bachcho.n ke vaaste mai.n du.aa
nazme.n bachcho.n kii likhtaa huu.n 'haafiz' sadaa
Hafiz Karnataki
Nazm
chand hum donon se mushabah hai
bhalaa kab tak ye manzar saath detaa!
'KHudaa-haafiz' ke lamhe baa'd darvaaza muqaffal ho chukaa thaa
Anjum Khaleeq
Nazm
safar aur musafir
rahtaa hai 'haafiz' safar me.n roz-o-shab
vo safar kaa kartaa hai dil se adab
Hafiz Karnataki
Nazm
taj-mahal
kyaa miTaa.egaa naqsh is ke kaise ko.ii
taaj 'haafiz'-jii kyuu.n kar banaa.e ko.ii
Hafiz Karnataki
Nazm
KHush-amdid
turk-e-shiiraaz ho tum hafiz-e-shiiraaz huu.n mai.n
ab samarqand-o-buKHaaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Nazm
mushaera
vasuul hote hai.n pahle ye naama-o-paiGaam
ki ai shahanshah-e-aqliim-e-'haafiz'-o-'KHayyaam'
Syed Mohammad Jafri
Nazm
yaad
vo shab-e-vasl ki jab KHvaab sa.nvar aa.e the
ab na sarshaarii-e-'haafiz' hai na 'Gaalib' kii Gazal
Asad Rizvi
Nazm
paude
ye baat aaj 'haafiz' kii ai bachcho maano
ki maktab ke aa.ngan me.n paude ugaa.o