SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिन्द"
Nazm MATCHES FOR "हिन्द"
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafa par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
jo kuchh na hogii to hogii qariib chhiyaanve saal
chhi.Dii thii hind me.n jab pahlii ja.ng-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
apnaa kuchh Gam nahii.n hai par ye KHayaal aataa hai
maadar-e-hind pe kab se ye zavaal aataa hai
Ram Parsad Bismil
Nazm
urdu
zabaan-e-hind hai urdu to maathe kii shikan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
sunaayaa hind me.n aa kar suruud-e-rabbaanii
pasand kii kabhii yuunaa.n kii sarzamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
hindi islam
mullaa ko jo hai hind me.n sajde kii ijaazat
naadaa.n ye samajhtaa hai ki islaam hai aazaad
Allama Iqbal
Nazm
hindostan
tahziib-e-hind kaa nahii.n chashma agar azal
ye mauj-e-ra.ng-ra.ng phir aa.ii kahaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
fareb
mother-e-hind ke chehre pe udaasii hai vahii
KHanjar aazaad hai.n siino.n me.n utarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
bewa ki KHud-kushi
aur kar ik aah sulge hind kii rasmo.n kaa daam
ai javaanaa-marg beva tujh pe 'kaifii' kaa salaam
Kaifi Azmi
Nazm
hubb-e-watan
ho.n musalmaan is me.n yaa hinduu
bodh maz.hab ho yaa ki ho brahamuu