SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bido"
Nazm MATCHES FOR ".bido"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
anjaam kyaa ho ko.ii nahii jaantaa ye bhed
soche bashar to jism ho larzaa.n misaal-e-biid
Chakbast Braj Narayan
Nazm
israfil ki maut
kaise KHaak-aaluuda hai.n
the kabhii jin kii tahe.n buud-o-nabuud
Noon Meem Rashid
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
shararti laDke aur qawwali
un kii jo chiiz hai chupke se chhupaa de.n aa.o
paan bii.Dii kii jo Dibiyaa hai u.Daa de.n aa.o
Hasrat Jaipuri
Nazm
kachche rangon ka mausam
chhup kar juuThii bii.Dii piinaa
kheto.n me.n jhaa.De ko jaanaa
Shakeel Azmi
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
na bio hii samjhuu.n na hindii hii aa.e
jo marzii chale to karuu.n sab ko bye
Asna Badr
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
cigarette ne ye ik paan ke bii.De se kahaa
tuu hamesha se parii-ruu.o.n ke jhurmuT me.n rahaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
bii.Daa chabaa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
jo pii pilaa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
Sarfaraz Shahid
Nazm
kisan
nafas hai phuulii hu.ii jaise phuu.nk bhatte kii
rakhii hai kaan pe bii.Dii banaa ke patte kii
Maikash Akbarabadi
Nazm
jihat ki talash
havaa kaa kaal pa.Daa hai, namii bhii aam nahii.n
samundaro.n ko bilo kar fazaa.o.n ko math kar
Shakeb Jalali
Nazm
europe ki pahli jhalak
baad-o-baaraa.n se ulajhtaa KHanda-zan girdaab par
ik jaziira tairtaa jaataa hai sat.h-e-aab par
Jagan Nath Azad
Nazm
ajab bala-KHez marhala tha
har us tuufaan-e-baad-o-baaraa.n
na paa.e rah-e-aafrii.n me.n laGzish
Sajida Zaidi
Nazm
khanDar
na ye fanaa hai na ye baqaa hai
miyaan buud-o-adam ye kaisaa taviil vaqfa hai