SEARCH RESULTS
Showing search results for ".doda"
Nazm MATCHES FOR ".doda"
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
KHaak the diida-e-bebaak me.n garduu.n ke nujuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
daadii ke miyaa.n bhii daadaa hai.n
jab aapaa se mai.n ne ye puuchhaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
parchhaiyan
bahut dino.n se sitam-diida shaah-raaho.n me.n
nigaar-e-ziist kii ismat panaah Dhuu.nDhtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
diida-e-anjum me.n hai terii zamii.n aasmaa.n
aah ki sadiyo.n se hai terii fazaa be-azaa.n
Allama Iqbal
Nazm
intizar
raat bhar diida-e-namnaak me.n lahraate rahe
saa.ns kii tarah se aap aate rahe jaate rahe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sarhaden
qartaba ho ki ajantaa ki mohanjoda.Do
diida-e-shauq na mahruum-e-nazar-bosii ho
Ahmad Faraz
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
aa.nsuu na kisii diida-e-mazluum se nikle
kah do ki na shikva lab-e-maGmuum se nikle