SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hms"
Nazm MATCHES FOR ".hms"
Nazm
jugnu
ye shaam Duubtii jaatii hai chhuptii jaatii hai
hijaab-e-vaqt sire se hai be-his-o-harakat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nai tahzib
kisii ko is taGayyur kaa na his hogaa na Gam hogaa
hu.e jis saaz se paidaa usii ke zer-o-bam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
madam
muflisii hiss-e-lataafat ko miTaa detii hai
bhuuk aadaab ke saa.ncho.n me.n nahii.n Dhal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
vo be-panaah zakii-ul-hisii vo hilm o Guruur
kabhii kabhii vo bhare ghar me.n hiss-e-tanhaa.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat aur rail
Daaltii be-his chaTaano.n par haqaarat kii nazar
koh par ha.nstii falak ko aa.nkh dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHuda ki jagah Khaali hai
dast-bardaar hone kii fikr me.n hai
israafiil kii jamaaliyaatii his ko jilaa mil ga.ii
Aashufta Changezi
Nazm
tu ne dekha hai jis nazar se mujhe
merii har ek his ko terii talab
merii har saa.ns justujuu terii
Subhan Asad
Nazm
meri hi koi baat
be-his makaano.n ma.nDlaatii hu.ii
mere darvaaze par dastak detii hu.ii
Javed Shaheen
Nazm
sitam-gar
aur mai.n
mai.n zamiin ke isii be-bas be-his Tuk.De par aa.nkhe.n muu.nde tumhe.n dekhtii rahuu.n
Saira Iqbal
Nazm
meri shaeri aur naqqad
lekin ai dost! mire dard ke be-his naqqaad
mire aa.nsuu mirii aahe.n bhii to kuchh kahtii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
intizar ke baad
kamre me.n chand saa.at ke liye
be-his-o-harakat kha.Daa rahnaa