SEARCH RESULTS
Showing search results for ".loqv"
Nazm MATCHES FOR ".loqv"
Nazm
muhasara
isii liye to jo likkhaa tapaak-e-jaa.n se likhaa
jabhii to loch kamaa.n kaa zabaan tiir kii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kisan
KHuun jis kaa dau.Dtaa hai nabz-e-istiqlaal me.n
loch bhar detaa hai jo shahzaadiyo.n kii chaal me.n
Josh Malihabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
kyuu.n kar na shaaKH-e-gul kii lachak ho bayaan me.n
terii kamar kaa loch hai merii zabaan me.n
Josh Malihabadi
Nazm
parchhaiyan
ye dhaj na de jo ajantaa kii san.ato.n ko panaah
ye siina pa.D hii ga.ii dev lok kii bhii nigaah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kya gul-badani hai
vo chaal me.n hai loch ki shaaKHe.n hai.n pashemaa.n
aur la.al-e-guhar-baar pe vo naGma hai Galtaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
kaif se KHumar tak
guftuguu me.n bal KHaamushii me.n loch
raat karvaTe.n karvaTo.n me.n soch
Mahboob Khizan
Nazm
zindagi
zindagii ik ga.Driye kaa lok-giit
zindagii aavaara la.Dko.n kaa dimaaG
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
tawahhum
un ke lahje me.n vo kuchh loch vo jhankaar vo ras
ek be-qasd tarannum ke sivaa kuchh bhii na thaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
naya aazar
havaa ke loch galii se nikhaar maa.ngaa thaa
tire jamaal kaa chehra sa.nvaarne ke liye
Mustafa Zaidi
Nazm
minar-e-sukut
aa rahii hai merii jaanib haath phailaa.e hu.e
husn jis ke loch se hai sa.ng-e-marmar me.n gudaaz
Yusuf Zafar
Nazm
jila-watan hone se pahle
aur ek gilass ThanDaa paanii piitii huu.n
tamaam darvaaze lock kar ke
Azra Abbas
Nazm
panchhi te pardesi
saare lok giito.n daastaano.n
aur miTTii me.n amaanat kii hu.ii aa.nkho.n ko
Bushra Ejaz
Nazm
jawani
a.azaa me.n lachak hai to hai ik loch kamar me.n
a.asaab me.n paara hai to bijlii hai nazar me.n