SEARCH RESULTS
Showing search results for ".lqb"
Nazm MATCHES FOR ".lqb"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
lab agar nahii.n hilte haath jaag uThte hai.n
haath jaag uThte hai.n raah kaa nishaa.n ban kar
Noon Meem Rashid
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
lab pe harf-e-Gazal dil me.n qindiil-e-Gam
apnaa Gam thaa gavaahii tire husn kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
ik lab par baate.n narmii kii
kuchh ruup hasii.n kaashaano.n kaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
ye lab hai.n tumhaare ki khiltaa chaman hai
bikhero jo zulfe.n to sharmaa.e baadal
Tahir Faraz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ke lab pe zikr bhii in kaa gunaah hai
phaltii nahii.n hai shaaKH-e-sitam is zamiin par
Sahir Ludhianvi
Nazm
lauh-o-qalam
baaqii hai lahuu dil me.n to har ashk se paidaa
ra.ng-e-lab-o-ruKHsaar-e-sanam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaafir-e-hindi huu.n mai.n dekh miraa zauq o shauq
dil me.n salaat o duruud lab pe salaat o duruud