SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pog"
Nazm MATCHES FOR ".pog"
Nazm
saqi-nama
musalmaa.n hai tauhiid me.n garam-josh
magar dil abhii tak hai zunnaar-posh
Allama Iqbal
Nazm
intisab
duusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii hai
jis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-tale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
teri yaad
apne dil kii tarah ro.ii hu.ii pag-DanDii se
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e pahu.nchaa
Waseem Barelvi
Nazm
anjam
mohabbat kii duniyaa pe shaam aa chukii hai
siyah-posh hai.n zindagii kii fazaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
zehn-e-shaa.er se ye kartaa hu.aa chashmak paiham
ek malika kaa ziyaa-posh o fazaa-taab mazaar
Kaifi Azmi
Nazm
raushniyan
kitnii gul-posh naqra.ii baa.nhe.n
dil ko halqe me.n le ke gaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHak-e-dil
dafn hai dekh mirii ruuh-e-gulistaa.n tujh me.n
merii gul-posh javaa.n-saal uma.ngo.n kaa suhaag
Jan Nisar Akhtar
Nazm
shri-krishn
hai.n jasodhaa ke liye ziinat-e-aaGosh kahii.n
gopiyo.n ke bhii tasavvur se hai.n ruu-posh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
sanwli
jaise maGmuum musavvir ke siyah-posh KHayaal
jaise mauhuum jaziiro.n kii chhabelii pariyaa.n