SEARCH RESULTS
Showing search results for "Kulliyat-e-Faiz"
Nazm MATCHES FOR "Kulliyat-e-faiz"
Nazm
ilm aur jahaalat
har bashar ai 'faiz' ye koshish kare
jis tarah bhii ho jahaalat se bachuu.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
tajdid-e-amal
kaalaa ho ki goraa ho KHudaa ek hai sab kaa
qaumiyyat-e-bejaa kii rivaayaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
tijarat
phir KHariido byaah kaa saamaan pahle jaan lo
bas tijaarat hii uruus-e-qaumiyat kaa raaj hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
wasoKHt
lab par hai talKHi-e-mai-e-ayyaam varna 'faiz'
ham talKHi-e-kalaam pe maa.il zaraa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
vo ho.nT faiz se jin ke bahaar laala-farosh
bahisht o kausar o tasniim o salsabiil ba-dosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
shi.aar kii jo mudaaraat-e-qaamat-e-jaanaa.n
kiyaa hai 'faiz' dar-e-dil dar-e-falak se buland
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kulliyat-e-gham-e-jahan
kuchh hame.n bhii shu'uur aayaa hai
kulliyaat-e-Gam-e-jahaa.n pa.Dh kar
Mumtaz Iqbal
Nazm
kashmir
mabdaa karam-e-'aam kii har juu-e-ravaa.n hai
sar-chashma-e-faiz-e-chaman-aaraa-e-jahaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
nazr-e-sahir
chashma-e-faiz shaa.erii us kii
us ke har sher me.n ravaanii hai
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
kaifiyat
faiz par tere nigaah-e-faiz hai ye munhasir
jis ko chaahe jaise chaahe apnaa diivaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
rahm aa gayaa huzuur ko haalat pe qaum kii
phir kyaa thaa maujzan hu.aa dariyaa-e-faiz-e-aam
Akbar Allahabadi
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii 'azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariyaa-e-faiz-e-qudrat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mir
bazm-gaah-e-husn me.n ik partav-e-faiz-e-jamaal
said-gaah-e-ishq me.n hai ek said-e-KHasta-haal