SEARCH RESULTS
Showing search results for "Maqsood"
Nazm MATCHES FOR "maqsood"
Nazm
tariq ki dua
ajab chiiz hai lazzat-e-aashnaa.ii
shahaadat hai matluub-o-maqsuud-e-momin
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
maqaam ham-safaro.n se ho is qadar aage
ki samjhe manzil-e-maqsuud kaarvaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
samjhaa hai ki hai raag ibaadaat me.n daaKHil
maqsuud hai maz.hab kii magar KHaak u.Daanii
Allama Iqbal
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
raat aur rail
justujuu me.n manzil-e-maqsuud kii diivaana-vaar
apnaa sar dhuntii fazaa me.n baal bikhraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ye kaun aaya
maqsuud-e-vafaa sun le kyaa saaf hai saada hai
jiine kii tamannaa hai marne kaa iraada hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
shikast-e-saz
kabhii zau-paash sitaaro.n kii tamannaa thii mujhe
aaj zarro.n ko bhii maqsuud banaa rakkhaa hai
Ada Jafarey
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
is jazba-e-dil kii na sazaa hai na jazaa hai
maqsuud-e-rah-e-shauq vafaa hai na jafaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
madh
har daur me.n mal.uun shaqaavat hai 'shimar' kii
har ahd me.n mas.uud hai qurbaanii-e-shabbiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahr ilm ke darwaze par
so us ko maqsuud maantaa huu.n
sa.aadate.n us ke naam se hai.n
Iftikhar Arif
Nazm
urdu zaban
paa.egaa jald manzil-e-maqsuud bil-yaqii.n
jaarii jo kaarvaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
qaafila aayaa hai 'buu-bakr' se mansuub magar
maal taqsiim hu.aa daaman-e-haajat-ma.nda.n
Adil Mansuri
Nazm
hubb-e-qaumi
hai gul-e-maqsuud se pur gulshan-e-kashmiir aaj
dushmanii naa-ittifaaqii sabza-e-begaana hai