SEARCH RESULTS
Showing search results for "SHAHID"
Nazm MATCHES FOR "sHaHiD"
Nazm
muhasara
ki raat jab kisii KHurshiid ko shahiid kare
to sub.h ik nayaa suuraj taraash laatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
fitrat-e-hastii shahiid-e-aarzuu rahtii na ho
KHuub-tar paikar kii us ko justujuu rahtii na ho
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
kisan
jalva-e-qudrat kaa shaahid husn-e-fitrat kaa gavaah
maah kaa dil mehr-e-aalam-taab kaa nuur-e-nigaah
Josh Malihabadi
Nazm
himala
aa.iina saa shaahid-e-qudrat ko dikhlaatii hu.ii
sa.ng-e-rah se gaah bachtii gaah Takraatii hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
aaina-dar-aina
ik soch thii ki bikhrii hu.ii KHaal-o-KHat me.n thii
ik dard thaa ki jis kaa shahiid a.ng a.ng thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
vahii mahaatmaa vahii shahiid-e-amn-o-aashtii
prem jis kii zindagii, KHuluus jis kaa pairahan
Jigar Moradabadi
Nazm
kuchh baaten
ho chuke ausaaf parde ke bayaa.n
shaahid-e-baazaar kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
sal-girah ki raat
jaante ho kabhii tanhaa nahii.n chalte hai.n shahiid?
mai.n ne dariyaa ke kinaare jo pare dekhe hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
lashkar-kushi
laash uThtii hai phir alam ban kar
laash chaahe kisii shahiid kii ho