SEARCH RESULTS
Showing search results for "Sarzameen"
Nazm MATCHES FOR "sarzameen"
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
KHak-e-hind
saare jahaa.n pe jab thaa vahshat kaa abr taarii
chashm-o-charaaG-e-aalam thii sar-zamii.n hamaarii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin se aakaash kii parastish-gaah
utaarte hai.n tirii aartii sitaara o maah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
sunaayaa hind me.n aa kar suruud-e-rabbaanii
pasand kii kabhii yuunaa.n kii sarzamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-collage
ai sar-zamiin-e-paak ke yaaraan-e-nek-naam
baa-sad KHuluus shaa.ir-e-aavaara kaa hai naam
Sahir Ludhianvi
Nazm
dilli se wapsi
rashk-e-shiiraaz-kuhan hindostaa.n kii aabruu
sar-zamiin-e-husn-o-mausiiqii bahisht-e-ra.ng-o-buu
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn aur mazduri
sar-zamiin-e-ra.ng-o-buu par aks-e-gulKHan taa-kujaa?
paak siitaa ke liye zindaan-e-raavan taa-kujaa?
Josh Malihabadi
Nazm
yaum-e-azadi
hai sar-zamiin-e-vatan jalva-zaar-e-aazaadii
saro.n ke saath hai ab to vaqaar-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Nazm
gautam-budh
raushnii jis kii na hogii maa.nd vo mash.al hai tuu
sar-zamiin-e-hind kaa irfaanii-e-avval hai tuu
Seemab Akbarabadi
Nazm
mujhe talash karo
jin aa.ndhiyo.n ne mirii sar-zamii.n udhe.Dii thii
vo aaj maulid-e-iisaa me.n gard u.Daatii hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nazm
bichhaa.ii jaane vaalii baaruudii sura.ng
kaun sii sar-zamiin pe tayyaar hotii
Zeeshan Sahil
Nazm
bambai
ye hai hindostaa.n kii uruusul-bilaad
sar-zamiin-e-dakan kii dulhan bamba.ii