SEARCH RESULTS
Showing search results for "Wakiya"
Nazm MATCHES FOR "wakiya"
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jibrail-o-iblis
aah ai jibriil tuu vaaqif nahii.n is raaz se
kar gayaa sarmast mujh ko TuuT kar meraa subuu
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
qaazii vakiil aadmii aur aadmii gavaah
taashe bajaate aadmii chalte hai.n KHvaah-maKHvaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
sochtaa huu.n ki abhii ranj se aazaad hai vo
vaaqif-e-dard nahii.n KHuugar-e-aalaam nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum palaT aa.o guzar jaa.o yaa mu.D kar dekho
garche vaaqif hai.n nigaahe.n ki ye sab dhokaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
vaisaa hii mufliso.n ko la.Daatii hai muflisii
kartaa nahii.n hayaa se jo ko.ii vo kaam aah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
pahu.nchaa diyaa falak tak ustaad ne yahaa.n se
vaaqif na thaa zaraa bhii itne ba.De jahaa.n se
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
sarhaden
ham to vo the ki mohabbat thaa vatiira jin kaa
pyaar se miltaa to dushman ke bhii ho jaate the
Ahmad Faraz
Nazm
zohd aur rindi
rindii se bhii aagaah sharii.at se bhii vaaqif
puuchho jo tasavvuf kii to mansuur kaa saanii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
bas ek vaqfa-e-taariik, lamha-e-shahlaa
samaa me.n jumbish-e-mub.ham sii kuchh hu.ii fauran
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
miraa badan kahii.n halab ke hauz hii me.n rah gayaa
nahii.n, mujhe du.ii kaa vaahima nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
yaad-e-aligarh
jahaa.n jaisii Daflii vahaa.n vaisaa gaanaa
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana