SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.nsuu.o"
Nazm MATCHES FOR "aa.nsuu.o"
Nazm
maut
aa.nsuu.o tum ne to bekaar bhigoyaa daaman
apne bhiige hu.e daaman ko sukhaa luu.n to chaluu.n
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh dhundlii dhundlii tahriire.n
kuchh aa.nsuu chhalke chhalke se
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parinde ki fariyaad
lagtii hai choT dil par aataa hai yaad jis dam
shabnam ke aa.n.su.o.n par kaliyo.n kaa muskuraanaa
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri KHat
chhin jaa.e.nge mujh se mire aa.nsuu mirii aahe.n
chhin jaa.egii mujh se mirii be-kaar javaanii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
kitnii aaho.n se kaleja tiraa ThanDaa hogaa
kitne aa.nsuu tire sahraa.o.n ko gulzaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
mai.n us ke gale lagii hu.ii thii
vo po.nchh rahaa thaa mire aa.nsuu
Parveen Shakir
Nazm
tu mera hai
terii aa.nkh ke aa.nsuu mere
tere labo.n pe naachne vaalii ye ma.asuum ha.nsii bhii merii
Aanis Moin
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the