SEARCH RESULTS
Showing search results for "aah-e-saharii"
Nazm MATCHES FOR "aah-e-saharii"
Nazm
chand sawal
ulfat ko 'asad' kitnaa aasaan samajhtaa thaa
ab naala-e-shab kyo.n hai aah-e-saharii kyo.n hai
Asad Multani
Nazm
manazir-e-sahar
shaaKHo.n se milii jaatii hai.n shaaKHe.n vo asar hai
kahtii hai nasiim-e-saharii iid-e-sahar hai
Josh Malihabadi
Nazm
tamir-e-nau
ghane a.ndhero.n se phuuTaa sapiida-e-saharii
zamiir-e-KHaak me.n jaagaa mazaaq-e-diida-varii
Sahba lakhnavi
Nazm
lab-bastagi
ki ab hadaf hii ujaale kaa be-naqaabii hai
sapedii-e-saharii se gurez-paa naachaar
Safar Naqvi
Nazm
yaaden
lahje me.n vo andaaz nasiim-e-saharii kaa
vo phuul kii suurat lab-o-ruKHsaar kaa 'aalam
Bazm Ansari
Nazm
kashmir
har phuul kii jumbish se 'ayaa.n naaz parii kaa
chalnaa vo dabe paa.nv nasiim-e-saharii kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
harf-e-dua ho jae
phir bujhaa saa hai nigaaho.n me.n charaaG-e-saharii
rah ga.e KHvaab adhuure mirii palko.n ke tale
Sajid Hameed
Nazm
dua
aa tire kaan me.n kah duu.n ai nasiim-e-saharii
sab se pyaarii mujhe kyaa chiiz hai kyaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
dard-e-dil
ye nasiim-e-saharii aaj KHabar laa.ii hai
saal guzraa mire gulshan me.n bahaar aa.ii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
madar-e-fitrat
kah nasiim-e-saharii se mirii hamraaz bane
mirii monis mirii hamdam mirii dam-saaz bane
Syeda Farhat
Nazm
shair ki tamanna
chehre kii tajallii se numuud-e-saharii hai
ye shaam hai to tere hii gesuu ke sabab se
Asad Rizvi
Nazm
hinDola
nizaam-e-shams-o-qamar me.n payaam-e-hifz-e-hayaat
ba-chashm-e-shaam-o-sahar maamtaa kii shabnam sii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aazadi
fazaa-e-shaam-e-sahar me.n shafaq jhalaktii hai
ki jaam me.n hai mai-e-laala-faam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek subh
luTaa rahaa thaa tajallii sitaara-e-saharii
'sahar' ne baa'd adaa-e-niyaaz-e-ma.abuudii
Sahar Rampuri
Nazm
hamare shajre bikhar gae hain
sitaara-e-saharii gavaah hai
ki ham ne insaa.n ko
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
shayad ki bahaar aai
aah-e-dil-e-muztar kii taasiir nazar aa.ii
kyaa KHvaab-e-mohabbat kii ta.abiir nazar aa.ii
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
bedar hona chahiye
mushta.il ho jaa.e jab siine me.n aazaadii kii aag
har-nafas ko aah-e-aatish-baar honaa chaahiye