SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaho.n"
Nazm MATCHES FOR "aaho.n"
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
kitnii aaho.n se kaleja tiraa ThanDaa hogaa
kitne aa.nsuu tire sahraa.o.n ko gulzaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naapaid tire bahr-e-taKHayyul ke kinaare
pahu.nche.nge falak tak tirii aaho.n ke sharaare
Allama Iqbal
Nazm
shikast
jab bhii raaho.n me.n nazar aa.e hariirii malbuus
sard aaho.n me.n tujhe yaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
zulmo.n kii jafaa.o.n kii aaho.n kii karaaho.n kii
hai.n Gam se hazii.n le chal!
Akhtar Shirani
Nazm
anjam
hai.n labrez aaho.n se ThanDii havaa.e.n
udaasii me.n Duubii hu.ii hai.n ghaTaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda hamara hai
na.e shu.uur kii hai raushnii nigaaho.n me.n
ik aag sii bhii hai ab apnii sard aaho.n me.n
Habib Jalib
Nazm
ehtiyat
ab tum aaGosh-e-tasavvur me.n bhii aayaa na karo
merii aaho.n se ye ruKHsaar na kumhlaa jaa.e.n
Kaifi Azmi
Nazm
shikast-e-saz
chand sahmii hu.ii aaho.n ke sivaa kuchh na milaa
jagmagaate hu.e taaro.n kii tamannaa kii thii
Ada Jafarey
Nazm
ek aam si laDki
vo ek aam sii la.Dkii hai jis ke saada nuquush
chamak uTThe.nge mohabbat kii sard aaho.n se
Naresh Kumar Shad
Nazm
mukafat
dabaa.e rakkhaa hai siine me.n apnii aaho.n ko
vahii.n diyaa hai shab o roz pech-o-taab unhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
manazir-e-sahar
rone me.n jo lazzat hai to aaho.n me.n mazaa hai
ai ruuh KHudii chho.D ki nazdiik KHudaa hai