SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaraa"
Nazm MATCHES FOR "aaraa"
Nazm
jawab-e-shikwa
shukr shikve ko kiyaa husn-e-adaa se tuu ne
ham-suKHan kar diyaa bando.n ko KHudaa se tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
aaj phir husn-e-dil-aaraa kii vahii dhaj hogii
vahii KHvaabiida sii aa.nkhe.n vahii kaajal kii lakiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
phir arz kii ye maadar-e-naashaad ke huzuur
maayuus kyuu.n hai.n aap alam kaa hai kyuu.n vafuur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kaun dekhega
hazaar chehre KHud-aaraa hai.n kaun jhaa.nkegaa
mire na hone kii honii ko kaun dekhegaa
Majeed Amjad
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
nashat-e-umid
nuuh kii kashtii kaa sahaaraa thii tuu
chaah me.n yuusuf kii dil-aaraa thii tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
nazm
basta phe.nk ke lo jii bhaagaa raushan-aaraa baaG kii jaanib
chillaataa chal guDDii chal
Gulzar
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab.a KHud-aaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki aurat
mujhe bahruup bharne kii adaa aatii nahii.n hai
mujhe ghuT ghuT ke jiine kii adaa aatii nahii.n hai
Jahan Ara Tabassum
Nazm
idhar bhi aa
ye top ye tufa.ng ye teG o sinaan bhii dekh
o kushta-e-nigaar-e-dil-aaraa idhar bhii aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nai subh
ye chaman-zaar ye KHush-ra.ng bahaaro.n kaa jahaa.n
zindagii kitnii dil-aavez-o-dil-aaraa hai yahaa.n