SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashkaara"
Nazm MATCHES FOR "aashkaara"
Nazm
miTTi ka diya
ham ne in aalii binaao.n se kiyaa akasr savaal
aashkaaraa jin se un ke baaniyo.n kaa hai jalaal
Altaf Hussain Hali
Nazm
tiranga
har ek fan kii azmat tahziib-e-be-misaalii
hai is se aashkaara ko.ii nahii.n savaalii
Vaqar Khaleel
Nazm
lab-e-goya
baat kahne kaa jo anjaam hu.aa kartaa hai
aashkaaraa hai kisii se bhii to mastuur nahii.n
Ahmad Rahi
Nazm
flodniDedan
aashkaaraa the magar ko.ii na samjhaa tirii baat
zindagii bhii tirii poshiida thii insaano.n se
Ilyas Ishqi
Nazm
bahr-e-gham ka kinara
kis tarah haal dil kaa chhupaa.uu.n
jo ho chehre se Gam aashkaaraa
Rabia Sultana Nashad
Nazm
insan
nusKHa-e-iijaad-e-aalam paa na le insaa.n kahii.n
aashkaara fitrat-e-kaun-o-makaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
shair
tuu ne fitrat ke sabaq ko phir se dohraayaa yahaa.n
aashkaaraa kar diye jo raaz the ab tak nihaa.n
Saqib Kanpuri
Nazm
b amman se KHitab
tuu ne ramz-e-qalb-e-maKHfii aashkaaraa kar diye
ma.anii-e-ilm-o-amal parda se be-parda kiye
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
shikwa
sar-e-faaraa.n pe kiyaa diin ko kaamil tuu ne
ik ishaare me.n hazaaro.n ke liye dil tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh se hu.aa aashkaar banda-e-momin kaa raaz
us ke dino.n kii tapish us kii shabo.n kaa gudaaz
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat ki ek nazm
to ye jaan lenaa vo isti.aara thaa mere dil kaa
agar na aa.e