SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-siyaah"
Nazm MATCHES FOR "abr-e-siyaah"
Nazm
chand aur suraj
abr-e-siyah kii farsuuda vo chaadar
taariik rakhtii kab tak ye manzar
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
tulua
ufuq pe aa.ii bhii thii surKHi-e-sahar lekin
sahar ke saath hii abr-e-siyaah bhii aayaa
Zia Jalandhari
Nazm
shair
mast ho jaataa hai tuu abr-e-siyah ko dekh kar
chashmako.n se barq kii letaa hai tuu kyaa kyaa asar
Saqib Kanpuri
Nazm
shahr-e-nigar
zulf kaa abr-e-siyah baazuu-e-siimii.n pe liye
phir ko.ii naGma-zan-e-saaz-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
man arafa nafsahu
mere kamre kii fazaa me.n
misl-e-aab-e-siyaah raushan hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
taa-der mai.n sochtii rahii thii
kis abr-e-gurez-paa kii KHaatir
Parveen Shakir
Nazm
barsat ka mausam
ai KHuunr-e-rag-e-abr-e-ravaa.n jaan-e-chaman-zaar
ai saaz-e-mohabbat kii machaltii hu.ii jhankaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
hadiis-e-baada-o-saaqii nahii.n to kis masraf
KHiraam-e-abr-e-sar-e-kohsaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
waqt ki qadr
bahaar-e-umr-e-ravaa.n baadalo.n kaa saayaa hai
bahaar-e-umr kii KHushiyaa.n manaa bhii jaa salmaa
Akhtar Shirani
Nazm
taj-mahal
ye naqsh-e-sabz-o-siyah surKH marmarii.n a.azaa
pahan ke baiThe ko.ii jaise duudhiyaa malmal
Daur Afridi
Nazm
musafir
mizaaj-e-sholgii-e-asr-e-naujavaa.n puuchhaa
mirii jhukii hu.ii aa.nkhe.n talaash kartii rahe.n