SEARCH RESULTS
Showing search results for "afkar e sauda ebooks"
Nazm MATCHES FOR "afkar e sauda ebooks"
Nazm
urdu
KHitta-e-arz pe kyaa shaan hai terii urdu
tuu mirii ziist kaa armaan hai merii urdu
Habeeb Jaunpuri
Nazm
raKHsh-e-umr
baiThaa thaa ek roz mai.n aa.ngan kii dhuup me.n
aalam tamaam halqa-e-daam-e-KHayaal thaa
Salman Ansari
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat
Allama Iqbal
Nazm
tawaif aur afsar
ik tavaa.if ne kahaa raat ye ik afsar se
qaabil-e-izzat-o-tauqiir huu.n mai.n yaa tum ho
Kausar Allahabadi
Nazm
mahfuz asasa
aafaat kaa tuufaan mu.Daa jab mirii jaanib
taaraaj kiyaa ghar ko mire chashm-zadan me.n
Akhtar Bastavi
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHushbu ki maut
mire KHudaa-e-buzurg-o-bartar
ye sach hai zaat-o-sifaat tuu hai
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
lahu ka Tika
ye uu.nch-niich ye nafrat ye jehl ye iflaas
zamii.n pe kis ne lagaa.e ye zahr ke paude
Muslim Shameem
Nazm
jazbaat-e-aftab
aah me.n ai dil-e-mazluum asar paidaa kar
jis me.n saudaa-e-mohabbat ho vo sar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
silsila-e-mukalimat-e-KHud-kalami
kab se is aatish-e-nafas kaa
ye dabistaan-e-qadiim
Shafiq Fatima Shera
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
itnii guzrii hai giraa.n chiizo.n kii arzaanii mujhe
ho gayaa hai taaza saudaa-e-Gazal-KHvaanii mujhe