SEARCH RESULTS
Showing search results for "afzaa"
Nazm MATCHES FOR "afzaa"
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Nazm
nala-e-firaq
tuu kahaa.n hai ai kaliim-e-zarra-e-siinaa-e-ilm!
thii tirii mauj-e-nafas baad-e-nashaat-afzaa-e-ilm
Allama Iqbal
Nazm
mazuri
ruuh-afzaa hai.n junuun-e-ishq ke naGme magar
ab mai.n in gaa.e hu.e giito.n ko gaa saktaa nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
husn mein gunah ki KHwahish
ik alam-afzaa fasaana KHuun-e-dil ke shauq kaa
ik kinaare se sadaa do to vo chaltii jaa.egii
Muneer Niyazi
Nazm
basant aur holi ki bahaar
kesar kusuum kii KHuub dil-afzaa bahaar hai
ge.ndo.n kii har chaman me.n do-ruuya qataar hai
Ufuq Lakhnavi
Nazm
gulzar-e-watan
murGaan-e-baaG ban kar u.Dte phire.n havaa me.n
naGme ho.n ruuh-afzaa aur dil-rubaa sadaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
safar aur musafir
ma.aluumaat afzaa na ho kyuu.n kar safar
ho musaafir kii magar gahrii nazar
Hafiz Karnataki
Nazm
dukhti haDDiyon ki wakalat
yaa phir pii liijiye ThanDaa miiThaa ruuh-afzaa
siine aasmaanii mausiiqii baaKH aur motzaarT kii
Mohammad Haneef Rame
Nazm
jawahar lal nehru
nuur-afzaa hai.n yuu.n karam us ke
naqsh me.n har taraf qadam us ke
Abrar Kiratpuri
Nazm
ye rasta
ummiid jaisaa bahut hairat-afzaa... ajab silsila hai
jo is ta.ng, taariik nuqte se
Sameena Raja
Nazm
mazi se ek sawal
na rang ko.ii umiid-afzaa
na be-tavaazun dilo.n kii dha.Dkan
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
dawat-e-nazar
hosh-afzaa hai mujhe GalGala-e-hushyaarii
kaash samjhe use tuu bhii jaras-e-bedaarii