SEARCH RESULTS
Showing search results for "arsa"
Nazm MATCHES FOR "arsa"
Nazm
chand roz aur meri jaan
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
ham ko rahnaa hai pe yuu.nhii to nahii.n rahnaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jashn-e-ghaalib
jo vaada-e-fardaa par ab Tal nahii.n sakte hai.n
mumkin hai ki kuchh arsa is jashn pe Tal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqilabi aurat
kahaa.n javaanii
ya.anii us ko guzre ab tak kaafii arsa biit chukaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
mata-e-alfaz
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
ek pal ke liye vo saa.at-e-naazuk aa jaa.e
Zehra Nigaah
Nazm
nashat-e-umid
nuuh kii kashtii kaa sahaaraa thii tuu
chaah me.n yuusuf kii dil-aaraa thii tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dhup lage aakash pe jab
chiTThii gum hu.e to arsa biit chukaa
mohr lagaa bas maTiyaalaa saa
Gulzar
Nazm
goristan-e-shahi
arsa-e-paikaar me.n ha.ngaama-e-shamshiir kyaa
KHuun ko garmaane vaalaa naara-e-takbiir kyaa
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
arsa-e-dahr pe sarmaaya o mehnat kii ye ja.ng
amn o tahziib ke ruKHsaar se u.Dtaa hu.aa ra.ng
Jan Nisar Akhtar
Nazm
holi
phir aan ke ishrat kaa machaa Dha.ng zamii.n par
aur aish ne arsa hai kiyaa ta.ng zamii.n par