SEARCH RESULTS
Showing search results for "arsa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arsa"
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Nazm
chand roz aur meri jaan
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "arsa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "arsa"
Nazm
jashn-e-ghaalib
jo vaada-e-fardaa par ab Tal nahii.n sakte hai.n
mumkin hai ki kuchh arsa is jashn pe Tal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai arsa-e-talab ke subuk-sair qaaflo
Thahro ki nazm-e-raah-e-guzar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Ghazal
arsa-e-hastii me.n ab tesha-zano.n kaa daur hai
rasm-e-cha.ngezii uThii tauqiir-e-daaraa.ii ga.ii