SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-anaa"
Nazm MATCHES FOR "asiir-e-anaa"
Nazm
guman o yaqin
tumhe.n gumaa.n hai ki zauq-e-yaqii.n hai vaj.h-e-jumuud
asiir-e-qaid-e-tilismaat-e-iin-o-aa.n tum ho
Shameem Farooq Banspari
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah jald hii ba-fazl-e-KHudaa
asiir-e-silsila-e-pech-o-tab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
wo kaenat wo aalam
tire taraashe hu.e but dayaar-e-hastii me.n
asiir-e-ranj-o-gadaa.ii-nasiib hai.n ab tak
Abid Almi
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
ruuh ko us kii asiir-e-Gam-e-ulfat na karuu.n
us ko rusvaa na karuu.n vaqf-e-musiibat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
shama
manzil kaa ishtiyaaq hai Gam-karda raah huu.n
a sham.a me.n asiir-e-fareb-e-nigaah huu.n
Allama Iqbal
Nazm
dil
nairangi-e-jahaa.n kii hai saarii KHabar ise
phir bhii asiir-e-hirs-o-havaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
magar labo.n pe naGma-e-hayaat shaad-kaam hai
rahiin-e-aariz-e-hasii.n asiir-e-zulf-e-mushkbuu!
Mohsin Bhopali
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
kabhii milaa na milegaa kisii kaa naqsh-e-paa
asiir-e-sail-e-gumaa.n hai uruus-e-umr-e-ravaa.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
anis-nagi ke nam
dam-e-visaal nigaaho.n me.n hijr kaa manzar
misaal-e-gardish-e-aa.iina
Zahid Masood
Nazm
awam
tumhaarii bazm zehn-o-fikr kii aaraa.ishe.n kii hai.n
ham aise hii asiir-e-gul asiir-e-jaam logo.n ne