SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-anaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asiir-e-anaa"
PAGE MATCHES FOR "asiir-e-anaa"
MORE MATCHES FOR "asiir-e-anaa"
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
jis shaKHs ne bhii khaa.e hai.n sa.ngiin zaKHm-e-dil
dete usii ko hai.n yahaa.n taskiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
maanind-e-aa.ina hama-tan chashm hai ye dil
aisii hai diid-e-husn-e-KHudaa-daad kii havas
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
niklaa jo dam to raahat-o-aaraam hai 'asiir'
aavaargii hai jism kii ruuh-e-ravaa.n talak