SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-anaa"
Ghazal MATCHES FOR "asiir-e-anaa"
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
aa ga.ii nii.nd use bhuul bhii jaa.egaa 'asiir'
aa gayaa sabr mujhe zaKHm bhii bhar jaa.e.nge
Ram Nath Aseer
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
jis shaKHs ne bhii khaa.e hai.n sa.ngiin zaKHm-e-dil
dete usii ko hai.n yahaa.n taskiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
maanind-e-aa.ina hama-tan chashm hai ye dil
aisii hai diid-e-husn-e-KHudaa-daad kii havas
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
niklaa jo dam to raahat-o-aaraam hai 'asiir'
aavaargii hai jism kii ruuh-e-ravaa.n talak
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
ham mahfil-e-jaanaa.n me.n 'asiir' aap hii chup hai.n
baate.n vo banaa.e.n ki jo ho.n baat ke qaabil
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
KHaam-e-taba.ii se tumhaare hai bahut ta.ng 'asiir'
kiijiye vasl kaa iqraar to pakkaa pakkaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
kis tarah aa.e tirii bazm-e-tarab me.n aa.ina
hai nazar-band aaj-kal shahr-e-halab me.n aa.ina
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
kyaa Thikaana lafz-o-mazmuu.n kaa 'asiir'
mu.nh me.n jo aaya mai.n vahshii bak gayaa
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
us gul-badan ke ishq me.n ro.uu.n na kyo.n 'asiir'
hai mujh ko rashk-e-taale.a-e-shabnam tamaam raat
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa