SEARCH RESULTS
Showing search results for "aurte.n"
Nazm MATCHES FOR "aurte.n"
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
mai.n tumhe.n yaad kar rahaa thaa
jab aurte.n aag raushan kar rahii thii.n
Sarvat Husain
Nazm
hum gunahgar aurten
ye ham gunahgaar aurte.n hai.n
jo ahl-e-jubba kii tamkanat se na ro.ab khaa.e.n
Kishwar Naheed
Nazm
hasan kuza-gar(3)
agar mai.n zinda huu.n to kaise aap se daGaa karuu.n?
ki tere jaisii aurte.n, jahaa.n-zaad,
Noon Meem Rashid
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
aurte.n charKHe liye baiThii hai.n
kuchh kapaas oTtii hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
wo kaisi aurten thin
vo kaisii aurte.n thii.n
jo giilii lak.Diyo.n ko phuu.nk kar chuulhaa jalaatii thii.n
Asna Badr
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
talib-ilm
aurte.n piichhe rahaa kartii thii.n
aur jo aalim the faazil the un insaano.n kaa jarga sab ke
Meeraji
Nazm
zanjir
vo hasii.n aur duur-uftaada fara.ngii aurte.n
tuu ne jin ke husn-e-roz-afzuu.n kii ziinat ke liye
Noon Meem Rashid
Nazm
mazdur aurten
gulnaar dekhtii hai ye mazduur aurte.n
chehro.n pe KHaak dhuul ke po.nchhe hu.e nishaa.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
abba ka chaaliswan
phir is ke baa'd baate.n banaatii hai.n aurte.n
kyaa kyaa kamii rahii ye bataatii hai.n aurte.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
alamiya-e-naqd
ba.Dii shiddate.n aurte.n sah rahii hai
kha.Dii apne ashko.n me.n vo bah rahii hai
Fay Seen Ejaz
Nazm
sabza-e-begana
jo chaahtaa thaa jahaa.n-gardii me.n guzaare vaqt
hasiin aurte.n maa.il ho.n lutf-o-aish rahe