SEARCH RESULTS
Showing search results for "aurte.n"
Ghazal MATCHES FOR "aurte.n"
Ghazal
mai.n dushmano.n se agar ja.ng jiit bhii jaa.uu.n
to un kii aurte.n qaidii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sub.h kaa jharnaa hamesha ha.nsne vaalii aurte.n
jhuTpuTe kii naddiyaa.n KHaamosh gahrii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
hasiin aurte.n lashkar me.n bhartii kar dii ga.ii.n
shikast ho ga.ii dushman ko kyuu.nki ab sab the
Muzdam Khan
Ghazal
aurte.n apne dukh kii viraasat kis ko de.ngii
sanduuqo.n me.n band ye zevar kyo.n rakhtii hai.n
Ishrat Afreen
Ghazal
aurte.n kaam pe niklii thii.n badan ghar rakh kar
jism KHaalii jo nazar aa.e to mard aa baiThe
Farhat Ehsas
Ghazal
Rishabh Sharma
Ghazal
kapaas chuntii hu.ii aurte.n sukhii hotii.n
jahaa.n jahaa.n ye zamii.n hai kisaa.n kaa hal jaataa
Hamida Shaheen
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
apnii suhaag-raat kabhii bhuultii.n nahii.n
mere hasii.n dayaar kii sharmiilii aurte.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
gaa.nv me.n kuchh daraKHt hai.n aur udaas aurte.n
vo jo udaas aurte.n hai.n vo hii asl chhaa.nv hai
Tripurari
Ghazal
Maaz Aiz
Ghazal
qasbe kii aurte.n jane bachcho.n sane bane Thane
rail jahaa.n nahii.n rukii khokhraapaar ek din
Idris Babar
Ghazal
jahaa.n aurte.n hukmraa.n ho ga.ii hai.n
vahaa.n aalamii taane-baane bahut hai.n