SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayyaarii"
Nazm MATCHES FOR "ayyaarii"
Nazm
mere KHwabon ka hindostan
na hogii chor-baazaarii na ayyaarii na makkaarii
na ye baaqii rahegii rishvato.n kii garm-baazaarii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu samajhtaa hai ye saamaa.n hai dil-aazaarii kaa
imtihaa.n hai tire iisaar kaa KHuddaarii kaa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
hukmaraa.n hai ik vahii baaqii butaan-e-aazarii
az Gulaamii fitrat-e-aazaad raa rusvaa makun
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tuu ho agar kam ayaar mai.n huu.n agar kam ayaar
maut hai terii baraat maut hai merii baraat
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
girtii hai chhat kii miTTii aur saa.ebaan Tapkaa
chhalnii hu.ii aTaarii koThaa nidaan Tapkaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
saba viran
sabaa viiraa.n ke ab tak is zamii.n par hai.n
kisii ayyaar ke Gaarat-garo.n ke naqsh-e-paa baaqii
Noon Meem Rashid
Nazm
mayurka
khulii fazaa kii dhuup vo ki jism saa.nvle kare
butaan-e-aazarii ki mast-e-Gusl-e-aaftaab the