SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaj"
Nazm MATCHES FOR "baaj"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
KHush the ham apnii tamannaa.o.n kaa KHvaab aa.egaa
apnaa armaan bar-afganda-naqaab aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
dekho aahista chalo
zor se baj na uThe pairo.n kii aavaaz kahii.n
kaa.nch ke KHvaab hai.n bikhre hu.e tanhaa.ii me.n
Gulzar
Nazm
barsat ki bahaaren
buu.ndo.n kii jhamjhamaavaT qatraat kii bahaare.n
har baat ke tamaashe har ghaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadhi raat
ki jaise saik.Do.n ban-deviyo.n ne jhuule par
adaa-e-KHaas se ik saath baal khol diye
Firaq Gorakhpuri
Nazm
phul murjha gae sare
saaz sab baj ke kho ga.e hai.n
paayale.n baj ke so ga.ii hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
dhanak ke rang nahii.n surma.ii fazaa.o.n me.n
ufuq se taa-ba-ufuq phaa.nsiyo.n ke jhuule hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
numaish-e-aligarh
numaa.ish kii vo taab-o-tab allaah allaah
vo baab-e-muzammil pe jashn-e-charaaGaa.n
Shakeel Badayuni
Nazm
ab KHub hansega diwana
sab la.ng.De luule naache.nge
girdaab-e-balaa ban jaa.e.nge
Hafeez Jalandhari
Nazm
zaifa
raat aadhii aa chukii hai baam-o-dar KHaamosh hai.n
ahl-e-daulat laila-e-ishrat se ham-aaGosh hai.n