SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazuu"
Nazm MATCHES FOR "baazuu"
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
naa-tavaano.n ke nivaalo.n pe jhapaTte hai.n uqaab
baazuu tole hu.e ma.nDlaate hu.e aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
jo bharosaa thaa use quvvat-e-baazuu par thaa
hai tumhe.n maut kaa Dar us ko KHudaa kaa Dar thaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ye duniyaa jahaa.n bazm-aaraa.iiyaa.n
ye mahfil ye mele ye tanhaa.iyaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ai mere sare logo
ab mire duusre baazuu pe vo shamshiir hai jo
is se pahle bhii miraa nisf badan kaaT chukii
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kaarobaar-e-zindagaanii me.n vo ham-pahluu miraa
vo mohabbat me.n tirii tasviir vo baazuu miraa
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
phir isii tarah jahaa.n hogaa muqaabil paiham
saaya-e-zulf kaa aur jumbish-e-baazuu kaa safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
jo bhaagte hu.e baazuu mire jaka.D na sakii
ba.Dhaayaa pyaar kabhii kar ke pyaar me.n na kamii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kisan
jis ke baazuu kii salaabat par nazaakat kaa madaar
jis ke kas-bal par aka.Dtaa hai Guruur-e-shahryaar
Josh Malihabadi
Nazm
zabta
ye zaabta hai banuu.n dast-o-baazuu-e-qaatil
ye zaabta hai dh.Daknaa bhii chho.D de ye dil
Habib Jalib
Nazm
nama-e-jaanan
aisaa aaseb-zada shahr ki dekhaa na sunaa
aisii dahshat hai ki patthar hu.e sab ke baazuu