SEARCH RESULTS
Showing search results for "balv"
Nazm MATCHES FOR "balv"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
quvvat-e-ishq se har past ko baalaa kar de
dahr me.n ism-e-mohammad se ujaalaa kar de
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyuu.n lambe baal hai.n bhaaluu ke
kyuu.n us kii Tu.nD karaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
tum aa rahii ho sar-e-shaam baal bikhraa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ho tum balaa ke baGaavat-pasand talKH-kalaam
KHud apne haq me.n ik aazaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaun sii vaadii me.n hai kaun sii manzil me.n hai
ishq-e-balaa-KHez kaa qaafla-e-saKHt-jaa.n
Allama Iqbal
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
''balaa-kashaan-e-mohabbat pe jo hu.aa so hu.aa
jo mujh pe guzrii mat us se kaho, hu.aa so hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
lahje me.n magar balaa kaa Thahraa.o
aavaaz me.n guu.njtii judaa.ii