SEARCH RESULTS
Showing search results for "batne"
Nazm MATCHES FOR "batne"
Nazm
KHizr-e-rah
aaftaab-e-taaza paidaa batn-e-giitii se hu.aa
aasmaan Duube hu.e taaro.n kaa maatam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
sab KHaak bech aa ke milaatii hai muflisii
jab roTiyo.n ke baTne kaa aa kar pa.De shumaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
dil ke har qatre me.n tuufaan-e-tajallii bhar de
batn-e-har-zarra se ik mahr-e-mubii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
KHanjar talash karta hai
zamaana batn-e-jahannam me.n ek muddat se
nishaat-o-kaif baraabar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
dar-o-rasan
jo aataa thaa so vo ho rahtaa thaa usii ghar kaa
zamii.n kii naaf hai ka.aba hai batn-e-maadar kaa
Mohammad Ali Tishna
Nazm
mah-e-munir
batn-e-KHurshiid se aag ke surKH dhabbe kii suurat nikal kar
KHalaa ke a.ndhere samundar me.n Duubii
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
ek hi rasta
to batn-e-tafakkur ko ummiid ke naan-e-shiirii.n se bhar kar
shagufta shu.aa.o.n me.n sar ko jhukaa.e
Zameer Azhar
Nazm
ek mauqa
baan baTne vaale pe ho tujh par na ho
KHvaab-parast! mujhe jagaa to le phir so jaanaa
Nasreen Anjum Bhatti
Nazm
KHuda
zaalimo.n ko rok de jo pal me.n un kii Toh se
naaqa-e-saaleh kare paidaa jo batn-e-koh se
Misdaque Azmi
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n