SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.Dkaatii"
Nazm MATCHES FOR "bha.Dkaatii"
Nazm
raat aur rail
re.ngtii mu.Dtii machaltii tilmilaatii haa.nptii
apne dil kii aatish pinhaa.n ko bha.Dkaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
muflisi
haa.n naaKHun aur baal ba.Dhaatii hai muflisii
jab muflisii hu.ii to sharaafat kahaa.n rahii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ban-bas
kaun bha.Dkii hu.ii is aag ko apnaa.egaa
jo bhii aa.egaa mire saath hii jal jaa.egaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek husn-farosh se
nigaah-e-mast se dil ko mire ta.Dpaa rahii hai tuu
ada-e-shauq se jazbaat ko bha.Dkaa rahii hai tuu
Akhtar Shirani
Nazm
KHwab-e-sarab
hast aur niist ke maabain ajab rishta thaa
ruuh kii aag bha.Daktii to badan jalte the
Amjad Islam Amjad
Nazm
main gautam nahin hun
ghar se baahar havaa tez thii
aur bhii ye bha.Daktii rahii
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
badkaarii ba.Dhtii jaatii hai
jo din biit ga.e kitne achchhe the!
Akhtarul Iman
Nazm
barish ka pahla qatra
faiyyaz o javvaad o nek-niyyat
bha.Dkii us kii rag-e-hamiyyat
Ismail Merathi
Nazm
teri yaad
aaj bha.Dkaa to phir ik sho.ala-e-javvaala banaa
aql ne tujh ko bhulaane ke kiye laakh jatan