SEARCH RESULTS
Showing search results for "bichaarii"
Nazm MATCHES FOR "bichaarii"
Nazm
jugnu
kahaa.n kahaa.n vo bichaarii bhaTak rahii hogii
kahaa.n kahaa.n mirii KHaatir bhaTak rahii hogii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mashwara
qaum aabaadii se pahle ho chukii hai zer-e-baar
aur mat kar is bichaarii ko izaafe kaa shikaar
Asad Jafri
Nazm
zaKHmi KHwabon ki tisri duniya
ek jism ko ka.ii jismo.n ne chhu.aa
to bichaarii ruuho.n ne apne chehro.n par qai kii
Zahid Imroz
Nazm
be-mana nazm
sar-e-raah piT ga.ii chyuu.nTii bichaarii
gilahrii ban ga.ii ab to shikaarii
Vaqar Khaleel
Nazm
rahm-dil laDki
ba.Dii thii Gariib aur muflis bichaarii
zamaane kii dukhiyaa thii qismat kii maarii
Nishtar Jalandhari
Nazm
kirae ka makan
bahut ban-Than ke niklii thii bichaarii
miyaa.n chuuhe ne fauran aa.nkh maarii
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
be-mani
sar-e-rah piT ga.ii chyuu.nTii bichaarii
gilahrii ban ga.ii ab to shikaarii
Vaqar Khaleel
Nazm
shikwa
rahmate.n hai.n tirii aGyaar ke kaashaano.n par
barq girtii hai to bechaare musalmaano.n par
Allama Iqbal
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
haalaa.nki baadal bechaara
ye bijlii muft banaataa hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hitch-hiker
ek aashufta-sar o aabla-paa kii KHaatir
kabhii zulfo.n kabhii palko.n ko bichhaa.e rakhaa
Ahmad Faraz
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
bisaat-e-zindagii to har gha.Dii bichhtii hai uThtii hai
yahaa.n par jitne KHaane jitne ghar hai.n