SEARCH RESULTS
Showing search results for "bichh"
Nazm MATCHES FOR "bichh"
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ham-suKHan ho.nge jo ham dono.n to har baat ke biich
an-kahii baat kaa mauhuum saa parda hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baiTha hai mere samne wo
bichh jaa.uu.n mai.n us ke raaste me.n
phir bhii kyaa is se faa.eda hai
Fahmida Riaz
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
isii ke biich me.n hai ek pe.D piipal kaa
sunaa hai mai.n ne buzurgo.n se ye ki umr us kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
har jaa bichhaa rahaa hai sabza hare bichhaune
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kali diwar
is kaalii diivaar pe kanda dekhe hazaaro.n naam
un naamo.n ke biich likhaa thaa shohdaa-e-vietnam
Ahmad Faraz
Nazm
mujhe hansna paDa aaKHir
yuu.n bhii itnaa dard detii hai
ki is me.n biich kaa rasta kabhii mumkin nahii.n hotaa
Shariq Kaifi
Nazm
aadhi raat
shu.aa-e-mahr ne yuu.n un ko chuum chuum liyaa
nadii ke biich kumudnii ke phuul khil uTThe
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ghas to mujh jaisi hai
ghaas bhii mujh jaisii hai
paa.nv-tale bichh kar hii zindagii kii muraad paatii hai