SEARCH RESULTS
Showing search results for "bichh.De"
Nazm MATCHES FOR "bichh.De"
Nazm
hitch-hiker
ek muddat hu.ii lailaa-e-vatan se bichh.De
ab bhii riste hai.n magar zaKHm puraane mere
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum aa.e to saath hii tumhaare
bichh.De hu.e yaar yaad aa.e
Ahmad Faraz
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
bichh.De logo piyaare logo
chaahe.n bhii to naam tumhaare jaan sake.nge?
Ibn e Insha
Nazm
shikast-e-zindan
zamiin KHanda-ba-lab hai shafiiq maa.n kii tarah
ki us kii god me.n bichh.De rafiiq milte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
eid milan
bichh.De hu.o.n ko bichh.De hu.o.n se milaa.e hai
har samt eid jashn-e-mohabbat manaa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
shikast-e-ana
apne bichh.De hu.e saajan se milii hai jaise
mish.al-e-KHvaab kuchh is taur bujhii hai jaise
Amjad Islam Amjad
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
ye raat ye ghaTaa.e.n ye shor ye havaa.e.n
bichh.De hu.e mile.nge kyuu.nkar miyaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
zindagi
zindagii bichh.De hu.e bhaa.ii bahan
zindagii shaam-o-sahar aah-o-fuGaa.n
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
shikast
tum kyaa bichh.De samay suhaane biit ga.e
lauT aa.o mai.n haaraa lo tum jiit ga.e!
Mohammad Alvi
Nazm
sasti nazm
mujh ko iqraar hai
mai.n ne KHvaabo.n me.n bichh.De ka.ii KHvaab-chehre likhe hii nahii.n
Injeel Saheefa
Nazm
sae
du.aa.e.n dete hai.n bichh.De hu.o.n ko milne kii
sa.nvaarte hai.n KHam-e-gaisu-e-tamannaa ko
Shahryar
Nazm
makashafa
bichh.Dii hu.ii zindagii ke bichh.De hu.e pe.D yaad na rahe.n
phir bhii zaraa mu.D ke dekho to sahii
Ahmad Hamesh
Nazm
bite hue din
bichh.De hu.e kisii se muddat guzar chukii hai
maazii ke haadso.n ke qisse na tum sunaa.o
Rabia Sultana Nashad
Nazm
shua-e-id
jaise bichh.De hu.e hamraaz ke milne kaa yaqii.n
jaise taalaab ke siine pe khile ko.ii ka.nval