SEARCH RESULTS
Showing search results for "buu-gul-o-sabaa"
Nazm MATCHES FOR "buu-gul-o-sabaa"
Nazm
nazr-e-collage
terii nashaat-KHez fazaa-e-javaa.n kii KHair
gul-haa-e-ra.ng-o-buu ke hasii.n kaarvaa.n kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazr-e-nanak
qasr-e-tauhiid kaa ik burj-e-munavvar tuu hai
gulshan-e-haq ke liye buu-e-gul-e-tar tuu hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
sarapa
daamaan-e-gul qabaa-e-sabaa chehra-e-sahar
hai.n musta.aar jis se ye saare tasavvuraat
Muslim Shameem
Nazm
yakum may
kohsaaro.n me.n hu.ii
naam-e-gul naam-e-sabaa naam-e-sahar vird-e-zabaa.n
Muslim Shameem
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
gul-e-be-ghairat
ik ajab shaan se jote hu.e kheto.n ke qariib
khil rahe hai.n harii shaaKHo.n pe gul-e-be-Gairat
Salam Sandelvi
Nazm
mera watan
husn baad-e-sabaa me.n hai buu-e-saman
hai.n lab-e-aabshaaro.n pe naGme tire
Paikar Yazdani
Nazm
pahla patthar
kisii aa.nchal kisii badlii kii na umDii chhaayaa
na ko.ii dast-e-sabaa thaa na kahii.n buu-e-habiib
Musavvir Sabzwari
Nazm
ras
jo mirii ruuh ke har taar me.n ras gholtii hai
gul mahak uThte hai.n jab baad-e-sabaa Doltii hai
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
shama
bustaan-o-bulbul-o-gul-o-buu hai ye aagahii
asl kashaakash-o-man-o-tuu hai ye aagahii
Allama Iqbal
Nazm
habil
bujh ga.ii sham-e-nazar miT ga.e aavaaz ke naqsh
buu-e-gul, juu-e-sabaa, najm-e-sahar kuchh na rahaa
Zia Jalandhari
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
mirii hayaat hai KHud ek be-karaa.n sahraa
na jis me.n saaya-e-gul hai na jis me.n raqs-e-sabaa
Riyaz Anwar
Nazm
abr-o-baad
kise KHabar thii ki is rang-o-buu ke tuufaa.n me.n
gul-o-saman ke safiine bhii Duub jaa.e.nge