SEARCH RESULTS
Showing search results for "buu-gul-o-sabaa"
Ghazal MATCHES FOR "buu-gul-o-sabaa"
Ghazal
un ke KHiraam-e-naaz ko buu-gul-o-sabaa kahaa
ham ne misaal dii magar rang na thaa misaal me.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
ko.ii kalii hai na Guncha na gul baraa-e-sabaa
chaman me.n kaa.nTe hai.n daaman bachaa ke aa.e sabaa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
sab KHizaa.n zaade kah rahe hai.n 'hazii.n'
yaa.n pe zikr-e-gul-o-sabaa na karo
Hazin Ludhianvi
Ghazal
mumkin nahii.n hai aa.e jo buu-e-gul-e-nashaat
aise dimaaG-e-jaa.n me.n bharii hai havaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek tujhii ko 'sabaa' kyuu.n hai thakan kaa gilaa
mauja-e-gul aur havaa kaun safar me.n nahii.n
Sabiha Saba
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
KHafaa hai ra.ng-e-gul-o-mauja-e-sabaa mujh se
ki baa.ndhtaa huu.n dil-e-be-qaraar kaa mazmuu.n
Akhtar Saeed
Ghazal
KHuub hai us gul ko laa.e raah par
ai 'sabaa' tum bhii ba.De ustaad ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ai 'sabaa' aap ri.aayat na kare.n lafzo.n kii
zar-e-gul paayaa jo gulchii.n ne to kyaa maal hu.aa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
kyo.n rasad band hu.ii buu-e-gul-e-zebaa kii
ai sabaa kyaa hame.n biimaar kiyaa jaa.egaa