SEARCH RESULTS
Showing search results for "buz"
Nazm MATCHES FOR "buz"
Nazm
mann-o-salwa
jahaa.n se har baar ja.ng kii buu-e-tund uThtii hai
aur duniyaa me.n phailtii hai!
Noon Meem Rashid
Nazm
pyar kya hai
pyaar hai do dilo.n kaa mel nahii.n
buz-dilo.n ke ye bas kaa khel nahii.n
Haleema Sadiya Shagufta
Nazm
nifaq
nifaaq se KHudaa bachaa.e rog ye shadiid hai
balaa-e-jaan aadmii nishaan-e-buz-dilii hai ye
Urooj Qadri
Nazm
aazmaish shart thi
ta.Dapne kaa sabaq siikhaa mujhii se
ye saraasar buz-dilii thii, un se dhokaa thaa
Satyapal Anand
Nazm
saheli bujh paheli
buz-Gaala-e-afrang shaGaalo.n ke jilau me.n
kis ThaaTh se zarGaam-sifat bol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
aakrosh
kahaa.n vo muTThii ko bhii.nchte hai.n
ye buz-dilo.n kaa mu.aashra hai
Siraj Faisal Khan
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab arz-e-KHudaa ke ka.abe se
sab but uThvaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa