SEARCH RESULTS
Showing search results for "chun"
Nazm MATCHES FOR "chun"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
qatl-gaaho.n se chun kar hamaare alam
aur nikle.nge ushshaaq ke qaafile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun bahr-e-ruum kii maujo.n se hai lipTaa hu.aa
gaah baalad-chuu.n-sanobar gaah naalad-chuu.n-rubaab
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
nasl qaumiyat kaliisaa saltanat tahziib rang
KHvaajgii ne KHuub chun chun ke banaa.e muskiraat
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
kab ashko.n se ju.D saktaa hai
jo TuuT gayaa so chhuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
tark-e-ulfat ke dasht se chun kar
aashnaa.ii ke maah o saal ke phuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadha kamra
shakespeare ke Daraamo.n se chun chun kar us ne Thumke lagaa.e
mujhe tanhaa dekh kar
Sara Shagufta
Nazm
jugnu
havaa ke dosh pe kuchh uudii uudii shaklo.n kii
nashe me.n chuur sii parchhaa.iyaa.n thiraktii hu.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
radd-e-amal
chand kaliyaa.n nashaat kii chun kar
muddato.n mahv-e-yaas rahtaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ban-bas
ek ik zahr ko ha.ns ha.ns ke piyaa hai mai.n ne
ek ik zaKHm ko chun chun ke uThaa laayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
aaKHiri lamha
tum ek bel kii maanind ba.Dhtii jaa.ogii
na chhuu sake.ngii havaadis kii aa.ndhiyaa.n tum ko
Jan Nisar Akhtar
Nazm
mata-e-alfaz
ek pal ke liye vo saa.at-e-naazuk aa jaa.e
naaKHun-e-lafz kisii yaad ke zaKHmo.n ko chhu.e
Zehra Nigaah
Nazm
taKHliq
tumhaare ho.nTo.n kii ThanDii ThanDii tilaavate.n
jhuk ke merii aa.nkho.n ko chhuu rahii hai.n
Gulzar
Nazm
sarmaya-dari
ye apne haath me.n tahziib kaa faanuus letii hai
magar mazduur ke tan se lahuu tak chuus letii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fareb
chun liyaa raah ke rezo.n ko KHazaf-rezo.n ko
aur samajh baiThe ki bas la.al-o-javaahar hai.n yahii