SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaman-e-islaam"
Nazm MATCHES FOR "daaman-e-islaam"
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
aavaara o sargardaa.n kafanii-ba-guluu-pechaa.n
daamaa.n bhii duriida hai gud.Dii bhii sambhaalii hai
Ibn e Insha
Nazm
KHud-supurdagi
raat kii god mire dard kii manzil to nahii.n
daaman-e-gul pe chamaktii shabnam
Amjad Islam Amjad
Nazm
b amman se KHitab
ai ki tuu ik jauhar-e-teG-e-dil-e-islaam thii
terii hastii yaadgaar-e-raunaq-e-ayyaam thii
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
malum nahin kyun
KHuun-e-rag-e-islaam se zahraab o subuu tak
ib.haam hii ib.haam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
urdu-e-mualla
faarsii hindii kii aamezish se hai is kaa vajuud
yaadgaar-e-ittihaad-e-ahl-e-islaam-o-hanuud
Safi Lakhnavi
Nazm
kya KHabar thi
kyaa KHabar thii riyaasat-e-islaam
mujrmo.n kii panaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
hai bahr-e-ilm terii ravaanii se sar-basar
daamaan-o-jeb-e-urdu-o-hindii hai.n pur-guhar
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
maulwiyon ka shaghl-e-takfir
aamaada-e-islaam hai.n london me.n hazaaro.n
har chand abhii maa.il-e-iz.haar nahii.n hai.n
Shibli Nomani
Nazm
talash
haath mere badan ke bhii uTThe magar
daaman-e-KHvaahish-e-raa.egaa.n tak ga.e
Zuhoor Nazar
Nazm
aaj ke munafiq
dilo.n me.n kufr labo.n par himaayat-e-islaam
chhurii baGal me.n dabaa.e hu.e hai.n mu.nh par raam
Nasira Zuberi
Nazm
id
zahe ye hubb-e-baham ai uKHuvvat-e-islaam
tiraa vajuud hii shahkaar hai nubuvvat kaa
Ram Parkash Rahi
Nazm
qaum ki pukar
uTh ki miTaa jaataa hai qaum kaa saaraa vaqaar
daaman-e-izz-o-vaqaar
Sahba lakhnavi
Nazm
zindagi ke giton ke bol sunna
suhaane sapno.n ke Dhol sun.naa
rafuu-gar-e-daaman-e-tamannaa
Tanveer Monis
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
phir oT le ke daaman-e-abr-e-bahaar kii
dil ko manaa.e.n ham kabhii aa.nsuu bahaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tasKHir-e-fitrat ke baad
mai.n tiraa ek a.ng ek lahraa thaa
sadiyo.n tire saath dasht daaman-e-koh-e-sahraa me.n
Shahab Jafri
Nazm
id ka din
ko.ii apnaa ho paraayaa ho gale sab se mile
mel ho sab se yahii to maqsad-e-islaam hai