SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahshat"
Nazm MATCHES FOR "dahshat"
Nazm
man ka KHwab
laraztaa thaa Dar se miraa baal baal
qadam kaa thaa dahshat se uThnaa muhaal
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
apnii tanhaa.i-e-jaan-kaah kii dahshat ke sivaa!
likh rahaa huu.n tujhe KHat
Noon Meem Rashid
Nazm
judai ki pahli raat
ik KHalaa hai ki mirii ruuh me.n dahshat kii tarah utraa hai
teraa nanhaa saa vajuud
Parveen Shakir
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Nazm
nama-e-jaanan
aisaa aaseb-zada shahr ki dekhaa na sunaa
aisii dahshat hai ki patthar hu.e sab ke baazuu
Ahmad Faraz
Nazm
aaKHiri lamha
miTTii pe jo giraa hai vo qatra hasiin hai
dahshat dilaa rahii hai.n chaTaane.n to kyaa hu.aa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hum log
muzmahil saa.at-e-imroz kii be-ra.ngii se
yaad-e-maazii se Gamii.n dahshat-e-fardaa se niDhaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHatun-e-mashriq
dahshat-e-fardaa se tharraa.egaa jab un kaa Guruur
haal se tuu hogii raazii KHauf-e-mustaqbil se duur
Josh Malihabadi
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
apnii tanhaa.i-e-jaa.n-kaah kii dahshat ke sivaa!
dil-KHaraashii o jigar-chaakii o KHuu.n-afshaanii
Noon Meem Rashid
Nazm
zaifa
ibrat o dahshat kaa KHanjar hai dil-e-Gamnaak par
haa.e ye be-dam pa.Daa hai kaun ThanDii KHaak par
Josh Malihabadi
Nazm
aise nahin hota
tumhaare hukm ko jo maan.ne me.n der karte hai.n
tum un ko apnii dahshat se Daraate ho
Ashfaq Husain
Nazm
muflis
saa.ns dahshat se zamii.n kii aasmaa.n roke hu.e
muflisii mardaana lahje kii inaa.n roke hu.e