SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-baam-e-shab"
Nazm MATCHES FOR "dar-o-baam-e-shab"
Nazm
tarana-e-yaum-e-mazdur
dar-o-baam-e-jaah-o-hasham to.D Daalo
pahaa.Do.n me.n rasta banaane kaa din hai
Anwar Abbas
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast-o-fath
ravish-ravish pe daraKHshaa.n hai barq-e-KHauf-o-hiraas
jhulas rahe hai.n dar-o-baam-e-jazba-o-ehsaas
Muslim Shameem
Nazm
sat-rangi qaus-e-quzah ke nam
jis jagah farhat-o-nuz.hat kii havaa chaltii thii
ban ke taz.iin-e-dar-o-baam sabaa chaltii thii
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
katik ka chand
ye ba.Daa chaa.nd chamaktaa hu.aa chehra khole
baiThaa rahtaa hai sar-e-baam-e-shabistaa.n shab ko
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ai zamistan ki hawa tez na chal
vo makaa.n jin ke dar-o-baam dar-o-baam nahii.n
vo makii.n jin ke liye ishrat-e-ayyaam nahii.n
Aslam Ansari
Nazm
tisri aankh
qatra qatra hamaaraa chamaktaa ga.e
shahr-e-mehrbaa.n ke dar-o-baam par
Hasan Abbas Raza
Nazm
naya janm
vo makaa.n jis ke dar-o-baam ka.ii saalo.n se
muntazir hai.n, ko.ii mahtaab-sifat shahzaada
Zubair Rizvi
Nazm
hijrat ki nazm
mire ghar kii har chhat Tapakne lagii thii
dar-o-baam kaa rang maddham pa.Daa thaa
Shaheen Mufti
Nazm
zamin ka qarz
utartii jaatii hai baam-o-dar-e-hayaat se dhuup
bichha.Dte jaate hai.n ek ek kar ke yaar mire
Shaz Tamkanat
Nazm
pahli maut
raat bhar nauha-kunaa.n yaad kii biphrii mauje.n
mere KHaamosh dar o baam se Takraatii hai.n