SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-baam-e-shab"
Ghazal MATCHES FOR "dar-o-baam-e-shab"
Ghazal
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Rahbar sultani
Ghazal
itnii vahshat hai dar-o-baam Daraate hai.n mujhe
kitnii viiraan huu.n mai.n log bataate hai.n mujhe
Tajwer Shakeel
Ghazal
KHvaab kii raah me.n aa.e na dar-o-baam kabhii
is musaafir ne uThaayaa nahii.n aaraam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
mirii nazar ko dar-o-baam par lagaayaa hu.aa hai
chalo kisii ne mujhe kaam par lagaayaa hu.aa hai
Nadeem ahmad
Ghazal
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
rut hai aisii ki dar-o-baam na saa.e ho.nge
log palko.n pe hasii.n KHvaab sajaa.e ho.nge
Hasan Nizami
Ghazal
utrii hai.n dar-o-baam se aksar tirii yaade.n
aatii hai.n dariicho.n se bhii chhan kar tirii yaade.n
Farzana Parveen
Ghazal
Kabir Ajmal
Ghazal
phaile hu.e hai.n saa.e dar-o-baam par abhii
ubhrii nahii.n hai azmat-e-nuur-e-sahar abhii
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
KHushii hai ye ki dar-o-baam bach ga.e ghar ke
mare hai.n log magar kaafii mere lashkar ke
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
Tariq Butt
Ghazal
havaa ke zor se pindaar-e-baam-o-dar bhii gayaa
charaaG ko jo bachaate the un kaa ghar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
sar-e-baam-e-hijr diyaa bujhaa to KHabar hu.ii
sar-e-shaam ko.ii judaa hu.aa to KHabar hu.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
KHaraaba-e-baam-o-dar bahut yaad aa rahaa hai
na jaane kyo.n aaj ghar bahut yaad aa rahaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
vo dilkashii vo raushnii-e-baam-o-dar ga.ii
tum kyaa ga.e ki raunaq-e-shaam-o-sahar ga.ii