SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-baam-e-shab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dar-o-baam-e-shab"
Ghazal
Narjis Afroz Zaidi
Sher
aa.nkho.n me.n damak uTThii hai tasviir-e-dar-o-baam
ye kaun gayaa mere baraabar se nikal kar
Sarvat Husain
Ghazal
KHushii hai ye ki dar-o-baam bach ga.e ghar ke
mare hai.n log magar kaafii mere lashkar ke
Harsh Kumar Bhatnagar
PAGE MATCHES FOR "dar-o-baam-e-shab"
MORE MATCHES FOR "dar-o-baam-e-shab"
Ghazal
Kabir Ajmal
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
KHvaab kii raah me.n aa.e na dar-o-baam kabhii
is musaafir ne uThaayaa nahii.n aaraam kabhii
Hasan Naim
Sher
yuu.n KHush na ho ai shahr-e-nigaaraa.n ke dar o baam
ye vaadi-e-saffaak bhii rahne kii nahii.n hai
Kabir Ajmal
Sher
kuchh tazkira-e-husn se raushan the dar-o-baam
kuchh sham.a ne bhii bazm ko chamkaayaa hu.aa thaa
Shahzad Ahmad
Sher
kal saath thaa ko.ii to dar o baam the raushan
tanhaa huu.n 'vasiim' aaj to ghar kaaT rahaa hai
Waseem Malik
Ghazal
Tariq Butt
Sher
suune pa.De hai.n dil ke dar-o-baam ai 'zahiir'
lahore jab se chho.D ke jaan-e-Gazal gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Rahbar sultani
Ghazal
baiThe hai.n sar-e-baam-e-falak zulf bikhere
jaise ki kahii.n Daale ho.n banjaaro.n ne Dere
Nadim Nadeem
Ghazal
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
KHaraaba-e-baam-o-dar bahut yaad aa rahaa hai
na jaane kyo.n aaj ghar bahut yaad aa rahaa hai
Jamal Ehsani
Sher
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai


