SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-dard-ma.nd"
Nazm MATCHES FOR "dard-e-dard-ma.nd"
Nazm
gandhi
bad-haal the jo un ko uThaane ke vaaste
ai dard-ma.nd qalb tiraa be-qaraar thaa
Dharmpal Aaqil
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn۔e۔Insha
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dard-e-dil
ye dard-e-dil mujhe jiine nahii.n detaa hai merii maa.n
kahaa.n jaa.uu.n
Shajar Abbas
Nazm
husn-e-amal
aa.o apne dil me.n dard-e-laa-davaa paidaa kare.n
shiddat-e-Gam me.n masarrat kaa mazaa paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
sada-e-dard
جل رہا ہوں کل نہيں پڑتي کسي پہلو مجھے
ہاں ڈبو دے اے محيط آب گنگا تو مجھے
Allama Iqbal
Nazm
dard-e-mushtarak
mai.n ne jo zulm kabhii tujh se ravaa rakkhaa thaa
aaj usii zulm ke phande me.n giraftaar huu.n mai.n
Qateel Shifai
Nazm
swadeshi tahrik
vatan ke dard-e-nihaa.n kii davaa sudeshii hai
Gariib qaum kii haajat-ravaa sudeshii hai