SEARCH RESULTS
Showing search results for "dauraan-e-arz-e-shauq"
Nazm MATCHES FOR "dauraan-e-arz-e-shauq"
Nazm
ai arz-e-watan
chuntaa huu.n tiraa dard ki ab aa.nkh khulii hai
ai arz-e-vatan tuu mire ashko.n se dhulii hai
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamd gati hai zamin
maalik-e-arz-o-samaa ko yaad kartaa hai jahaa.n
hamd gaatii hai zamii.n tasbiih pa.Dhtaa aasmaa.n
Mohammad Asadullah
Nazm
gulha-e-aqidat
ab yahii koshish hai dil se ai mirii arz-e-vatan
terii peshaanii pe ab ko.ii shikan aane na paa.e
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ai mere arz-e-watan
shahro.n kii jagmagaahaT yuu.n chamaktii rahe
ai mere arz-e-vatan
Syeda Sadaf Akbar
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ek bewafa ke nam
majruuh ho balaa se tire husn kaa Guruur
par tujh ko chashm-e-shauq na dekhe KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
shoala-e-tarab
sad-marhabaa ye gumrahii-e-shauq chashm-o-dil
haa.n raah-e-aarzuu me.n bhaTakne kii umr hai
Owais Ahmad Dauran
Nazm
hikayat-e-dauran
'dauraa.n' hai yaa ruuh-e-'dauraa.n'
giryaa.n giryaa.n KHandaa.n KHandaa.n
Owais Ahmad Dauran
Nazm
tarana-e-milli
ai arz-e-paak terii hurmat pe kaT mare ham
hai KHuu.n tirii rago.n me.n ab tak ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
id-e-ramzan
dars-e-insaaniyat jis se miltaa hai 'shauq'
iid-e-ramzaa.n hai amn-o-amaa.n kaa nishaa.n
Momin Khan Shauq
Nazm
zindagi
zindagii phuul hai kabhii hai KHaar
taKHt-e-shaahii hai aur kabhii hai daar