SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e aabru ebooks"
Nazm MATCHES FOR "deewan e aabru ebooks"
Nazm
raftagan
hai.n yaad-haa-e-rafta ke diivaar-o-dar kahaa.n
vo sa.ng-e-aastaa.n kahaa.n vo rahguzar kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
taKHliq
dard kii aag bujhaa do ki abhii vaqt nahii.n
zaKHm-e-dil jaag sake nashtar-e-Gam raqs kare
Ahmad Faraz
Nazm
aaina-KHana
safar kii raat ta'aaqub me.n hai sag-e-maamuur
nishaan-e-paa se suraaG-e-badan nikaalegaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
barsat
ba.ndh ga.ii hai rahmat-e-haq se havaa barsaat kii
naam khulne kaa nahii.n letii ghaTaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
main har taraf hun har taraf
mirii nigaah kii KHunuk udaasiyaa.n hai.n har taraf
mire KHayaal kii lakiir hai vo ruud-e-nuur
Sajida Zaidi
Nazm
naqsh bar-diwar
mataa-e-dard ko saahab shu.uur kho baiThe
sabaat-e-azm ko mard-e-Guyuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
nazr-e-watan
nazr-e-vatan phir ai dil diivaana chaahiye
phir har qadam pe sajda-e-shukraana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
qurb
tamaam shab mire kamre ki zard khi.Dkii par
kabhii havaa.o.n ke jho.nko.n ne aa ke dastak dii
Mohsin Ehsan
Nazm
shair
saarii duniyaa sau rahii hai aur tuu bedaar hai
duur hai raahat se aur lazzat-kash-e-aazaar hai
Saqib Kanpuri
Nazm
shoala-e-hina
ye raat mash.al-e-armaa.n jalaane aa.ii hai
magar nazar me.n a.ndheraa saa chhaa rahaa hai kyo.n
Qaisarul Jafri
Nazm
barsat
hai dilaatii yaad mai-noshii fazaa barsaat kii
dil ba.Dhaa jaatii hai aa aa kar ghaTaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aadmi
thaa kabhii ilm aadmii dil aadmii pyaar aadmii
aaj-kal zar aadmii qasr aadmii car aadmii