SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhab"
Nazm MATCHES FOR "dhab"
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
terii aamad se ghaTii umr jahaa.n se sab kii
'faiz' ne likkhii hai ye nazm niraale Dhab kii
Faiz Ludhianvi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
holi
is Dhab ke har ik jaa pe mache Dha.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHushamad
apnaa matlab ho to matlab kii KHushaamad kiije
aur na ho kaam to us Dhab kii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mahatma-gandhi
rifaah-e-aam se raGbat hai aur matlab hai
anokhii baat niraalii ravish nayaa Dhab hai
Bismil Allahabadi
Nazm
bachpan ke din
zehaanat ba.Dhaane ke Dhab siikhte hai.n
yahii zindagii ko banaane ke din hai.n
Rais Farogh
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
vo havaa kii sii na thii yaa.n dhuum-dhaam
kar rahaa thaa chupke chupke apnaa kaam
Ismail Merathi
Nazm
barsat ki sham
KHaama-e-qudrat ke paa-e-Dhab shafaq ke rang me.n
sar-ba-sar Duube hu.e hai.n sab shafaq ke rang me.n